Monday, September 6, 2010
mera man: main tha tanha akela....
mera man: main tha tanha akela....: "this is ma feeling...which i generally feel due to ma xperiences....... aaye the aankhon me liye kuch sapne, dil me liye kuch nayi umeed..."
main tha tanha akela....
this is ma feeling...which i generally feel due to ma xperiences.......
aaye the aankhon me liye kuch sapne,
dil me liye kuch nayi umeedein,
man me tha umang bhara,
par fir bhi tha main tanha akela;
shuru hui jaan pehchan,
chehare bane kuch jaane anjaane,
ban rahe the kuch naye rishte,
par fir bhi tha main tanha akela;
kah rahe the kuch purani baatein,
wo nahi bhulayi jane wali yadein,
sanjo rahe the kuch naye vadein,
par fir bhi tha main tanha akela;
bant rahe the kuch gam hamare,
to kahi loot rahi thi hum par khushiyan,
hone laga tha dil ka bojh halka,
aur ab nahi tha main tanha akela;
par beetane lage the wo din,
mujhse ruth gaya tha sanjh mera,
chhut rahe the log apne,
aur fir ho raha tha main tanha akela;
kuradne lage the purane jhakhm,
uthne lagi thi purani kasak,
ab samajh me aane laga tha,
ki ab fir se hun main tanha akela...........

Thursday, September 2, 2010
parwana.............
this is my view for the love of shama and parwana........
i want to show how parwana happily burn with shama to show his love towards her...........
...........shama jalti hui ithlati hui........,
...........parwane se kahne lagi................,.
............tu kyun pass aane ko tarasta hai,
...........mujhse chipak pighalne ko kyun machalta hai;
........parwane ne sharma kar kaha,
.........main apne aap me bekasur hun,
.........teri mohabbat me jalane ko majboor hun;
........yeh sun shama ne parwane se kaha,
........bekasur tu nahi bekasur to main hun,
...........apni is tanhai me jalne ko majboor hun,
...........parwane ne kaha....
..........ye teri bekasuri nahi tera ikarar hai,
........ye to mujhe apne pass bulane ki darkarar haii;
.........shama se raha na gaya kahne lagi....
.........til til kar har pal main jalti hun,
..........apni is berukhi par hardam main roti hai..;
........parwane ne pyar se kaha...
.......tere yahi aansu ponchne ki to aas hai,
tere sath jalne ko hi yah parwana tere pass hai....................

Sunday, August 29, 2010
Phir MIlenge Chalte Chalte
College ka wo pahla din,
khade hue the hum sahme simte;
Dhoond rahi thi aankhe us bhid me,
sochkar inme se kuch honge apne;
dil me thi kuch umeedein,
aankho me the kuch sapne;
kuch unme se the begane,
to kuch unme se the apne;
dhire dhire shuruvat hui,
bahuton se lage baatein karne,
kabhi mahsus hua tha jo khalipan,
ab rang lage the unme bharne;
kahi kuch apni baatein unse,
to kahin lage unki bhi sunane;
dhire dhire hue kuch vaadein,
to kabhi lage the kasme ginane;
chaahat to ab yahi rah gayi hai,
rahe jab tak hum jinda nhi denge unhe marne;
aur jate jate bas yahi kah jana hai,
bhul na jana hame kyunki phir milenge chalte chalte.

mera man
raat hote hi wah aa jati hai khayalo me,
uski yadon me kho jata hai mera man;
aankho ke samne jhalakta hai uska aks,
par un aankho me hi atak jata hai mera man;
dil ki har dhadkan bhulana chahti hai us nam ko,
par uski dhadkano me apna nam sun jata hai mera man;
kabhi kabhi sochata hun yah to kaynat ki sajish hai,
par in sab ke pare sochata hai mera man;
jab samajh me aaya ki yah to sirf ek saaya hai,
use haqiqat me badalne machal uthata hai mera man;
ab to chahat hai subah ke suraj ko niharne ki,
par sari jindagi is raat me hi simat jana chahta hai mera man.

Subscribe to:
Posts (Atom)