Monday, September 6, 2010
mera man: main tha tanha akela....
mera man: main tha tanha akela....: "this is ma feeling...which i generally feel due to ma xperiences....... aaye the aankhon me liye kuch sapne, dil me liye kuch nayi umeed..."
main tha tanha akela....
this is ma feeling...which i generally feel due to ma xperiences.......
aaye the aankhon me liye kuch sapne,
dil me liye kuch nayi umeedein,
man me tha umang bhara,
par fir bhi tha main tanha akela;
shuru hui jaan pehchan,
chehare bane kuch jaane anjaane,
ban rahe the kuch naye rishte,
par fir bhi tha main tanha akela;
kah rahe the kuch purani baatein,
wo nahi bhulayi jane wali yadein,
sanjo rahe the kuch naye vadein,
par fir bhi tha main tanha akela;
bant rahe the kuch gam hamare,
to kahi loot rahi thi hum par khushiyan,
hone laga tha dil ka bojh halka,
aur ab nahi tha main tanha akela;
par beetane lage the wo din,
mujhse ruth gaya tha sanjh mera,
chhut rahe the log apne,
aur fir ho raha tha main tanha akela;
kuradne lage the purane jhakhm,
uthne lagi thi purani kasak,
ab samajh me aane laga tha,
ki ab fir se hun main tanha akela...........

Thursday, September 2, 2010
parwana.............
this is my view for the love of shama and parwana........
i want to show how parwana happily burn with shama to show his love towards her...........
...........shama jalti hui ithlati hui........,
...........parwane se kahne lagi................,.
............tu kyun pass aane ko tarasta hai,
...........mujhse chipak pighalne ko kyun machalta hai;
........parwane ne sharma kar kaha,
.........main apne aap me bekasur hun,
.........teri mohabbat me jalane ko majboor hun;
........yeh sun shama ne parwane se kaha,
........bekasur tu nahi bekasur to main hun,
...........apni is tanhai me jalne ko majboor hun,
...........parwane ne kaha....
..........ye teri bekasuri nahi tera ikarar hai,
........ye to mujhe apne pass bulane ki darkarar haii;
.........shama se raha na gaya kahne lagi....
.........til til kar har pal main jalti hun,
..........apni is berukhi par hardam main roti hai..;
........parwane ne pyar se kaha...
.......tere yahi aansu ponchne ki to aas hai,
tere sath jalne ko hi yah parwana tere pass hai....................

Subscribe to:
Posts (Atom)